• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Haq-Nawa Jurat-E-Izhaar Tak Aa Pahunche Hain

Haq-Nawa Jurat-E-Izhaar Tak Aa Pahunche Hain

poet

haq-nava jur.at-e-iz.har tak aa pahunche hain

hausle ab rasan-o-dar tak aa pahunche hain

shaiḳh sahab bhi hain saaqi tire maiḳhane men

teri jannat men gunahgar tak aa pahunche hain

dard-e-dil ka mire afsana hain vo do aansu

jo tire phuul se ruḳhsar tak aa pahunche hain

in bayanon se mira koi ta.alluq hi nahin

jo mire naam se aḳhbar tak aa pahunche hain

amn-e-alam ki dua ke liye jo uThte the

aaj vo haath bhi talvar tak aa pahunche hain

hal nikal aaya hai gumrahi-e-dil ka jab se

gham zamane ke gham-e-yar tak aa pahunche hain

dekhiye un ko chaman men nazar aa.e kya kya

‘shauq’ jo nargis-e-bimar tak aa pahunche hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asif-ud-daula

Nama Tera Main Le Kar Munh dekh Rah Gaya Tha

Supurd-E-Gham-Zadagan-E-Saf-E-Wafa Hua Main

poet

Ba-Nam-E-Ishq Gham-E-Motabar Zaruri Hai

Rawana Wo Bhi Hua Hai Nae Safar Ke Liye

Chalte Chalte Ye Gali Be-Jaan Hoti Jaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet