• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khuda Hona B Mushkil Hai Banda Hona B Mushkil Hai

Khuda Hona B Mushkil Hai Banda Hona B Mushkil Hai

poet

khuda hona b mushkil hai banda hona b mushkil hai

samajhta hai yu nukte kuun jo aarif sahib-e-dil hai

khuda hai masdar-e-mutlaq banda bi us suun hai mushtaq

jidhar dekhe udhar hai haq vale pindar haail hai

khuda maabud hai mutlaq banda maujud hai mutlaq

u donon mutlaq-e-bar-haq samajh har yak ka mushkil hai

khuda hai banda banda hai khuda chashm-e-yaqin so dek

bhi donon ghair yak-e-digar yahi irfan-e-kamil hai

banda hai apni tafsilat suun zat-e-khuda mutlaq

sifat hor feal-o-qaul us ka bi mutlaq-pan ko shamil hai

mazahir is ke kyuun mutlaq-pane suun hovenge kharij

u surat ghaur suun to dek aine men hasil hai

nikat-e-ishq asrar-e-khuda hain begaman ‘qurbi’

jane asrar ko bujya vahi haq saat vasil hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Musafiron Ka Kabhi Etibar Mat Karna

Haya Ki Ek Hasin Chadar Agar Tani Nahin Hoti

Mohabbat Mehrban Teri Na Meri

asrarul-haq-majaz

Taskin-E-dil-E-Mahzun Na Hui Wo Sai-E-Karam Farma Bhi Gae

muneer-niyazi

Ghairon Se Mil Ke Hi Sahi Be-Bak To Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet