• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khaali Khaali Raston Pe Be-Karan Udasi Hai

Khaali Khaali Raston Pe Be-Karan Udasi Hai

sarwat-zehra

khali khali raston pe be-karan udasi hai

jism ke tamashe men ruuh pyasi pyasi hai

khvab aur tamanna ka kya hisab rakhna hai

khvahishen hain sadiyon ki umr to zara si hai

rah-o-rasm rakhne ke baad ham ne jaana hai

vo jo ashnai thi vo to na-shanasi hai

ham kisi nae din ka intizar karte hain

din purane suraj ka shaam baasi baasi hai

dekh kar tumhen koi kis tarah sambhal paae

sab havas jaage hain aisi bad-havasi hai

zakhm ke chhupane ko ham libas laae the

shahr bhar ka kahna hai ye to khun-libasi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jite Ji Aaram Na Aaya

poet

Sae Ne Sae Ko Sada Di

tanveer-anjum

Jaan Ke Ewaz

Ye Hasin Honge Mehrban Mere Baad

Meri Wahshat Ka Tere Shahr Mein Charcha Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet