• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Pe Jab Dasht Ki Wahshat Ko Musallat Karunga

KHud Pe Jab Dasht Ki Wahshat Ko Musallat Karunga

ḳhud pe jab dasht ki vahshat ko musallat karunga

is qadar ḳhaak uḌa.unga qayamat karunga

hijr ki raat miri jaan ko aa.i hui hai

bach gaya to main mohabbat ki mazammat karunga

jis ke saa.e men tujhe pahle pahal dekha tha

main isi peḌ ke niche tiri bai’at karunga

ab tire raaz sambhale nahin jaate mujh se

main kisi roz amanat men ḳhayanat karunga

teri yadon ne agar haath baTaya mera

apne TuuTe hue ḳhvabon ki marammat karunga

lailatul-qadr guzarunga kisi jangal men

nuur barsega daraḳhton ki imamat karunga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Sulgaya Gaya Aanch baDha Li Gai Hai

Abhi Dariya Mein Tughyani Bahut Hai

ameer-minai

Chup Bhi Ho Bak Raha Hai Kya Waiz

Be-KHudi Ab to Sab Pe Chhai Hai

nida-fazli

Ek Hi dharti Hum Sab Ka Ghar Jitna Tera Utna Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet