• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Lafz Pas-E-Lafz Kabhi Dekh Sake Bhi

KHud Lafz Pas-E-Lafz Kabhi Dekh Sake Bhi

ḳhud lafz pas-e-lafz kabhi dekh sake bhi

kaghaz ki ye divar kisi tarah gire bhi

kis dard se raushan hai siyah-ḳhana-e-hasti

suraj nazar aata hai hamen raat ga.e bhi

vo ham ki ghurur-e-saf-e-ada-shikni the

aḳhir sar-e-bazar hue ḳhvar bike bhi

bahti hain rag o pai men do-abe ki hava.en

ik aur samundar hai samundar se pare bhi

aḳhlaq o sharafat ka andhera hai vo ghar men

jalte nahin ma.asum gunahon ke diye bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pyar Ki Rah Mein Aise Bhi Maqam Aate Hain

Humne Phulon Ko Jo Dekha Lab-O-ruKHsar Ke Baad

Junun Hai to Qafas Kab Tak Qafas Ki Tiliyan Kab Tak

ahmad-faraz

Har Ek Baat Na Kyun Zahr Si Hamari Lage

poet

Ashkon Se Dhul Ke Aaina-KHana Badal Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet