• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Ko Na Ai Bashar Kabhi Qismat Pe chhoD Tu

KHud Ko Na Ai Bashar Kabhi Qismat Pe chhoD Tu

ḳhud ko na ai bashar kabhi qismat pe chhoḌ tu

dariya ki tej dhaar ko himmat se moḌ tu

is zindagi ki raah men dushvariyan bhi hain

rahbar ka haath chhoḌ na rishton ko toḌ tu

duniya ki har bulandi ko hai tera intizar

ehsas-e-na-rasa.i ki gardan maroḌ tu

mehnat ke dam pe kya nahin kar sakta aadmi

apne lahu ka aḳhiri qatra nichoḌ tu

jo kuchh hai tere paas vahi kaam aa.ega

barish ki aas men kabhi maTki na phoḌ tu

man ki ḳhushi milegi tu ye nek kaam kar

TuuTe hue dilon ko kisi tarah jaḌe tu

do-gaz kafan hi ant men sab ka nasib hai

ab chhoḌ bhi ‘dinesh’ ye daulat ki hoḌ tu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mirza-ghalib

Bahut Sahi Gham-E-Giti Sharab Kam Kya Hai

Main KHud Apni Ghazlen Aksar paDhta Hun Hairani Se

poet

Is Arz Ke taKHte Par Sansar Hai Aur Main Hun

majrooh-sultanpuri

Hum Aaj Kahin dil Kho Baithe

Karega Yaad Hamein Dur Hum Agar Jaen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet