• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mana Ki Yahan Apni Shanasai Bhi Kam Hai

Mana Ki Yahan Apni Shanasai Bhi Kam Hai

maana ki yahan apni shanasa.i bhi kam hai

par tere yahan rasm-e-pazira.i bhi kam hai

haan taaza gunahon ke liye dil bhi hai betab

aur pichhle gunahon ki saza paa.i bhi kam hai

kuchh kar-e-jahan jaan ko ziyada bhi lage hain

kuchh ab ke baras yaad tiri aa.i bhi kam hai

kuchh gham bhi mayassar hamen ab ke hain ziyada

kuchh ye ki masiha ki masiha.i bhi kam hai

kuchh zulm o sitam sahne ki aadat bhi hai ham ko

kuchh ye hai ki darbar men sunva.i bhi kam hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kiye Hain Mujh Pe Jo Ehsan Jata Nahin Sakta

Yahan Ki Fikr Wahan Ka KHayal Rakkha Hai

Zamin Ke Hath Yun Apna Shikanja Kas Rahe The

Ye Shahr-E-Rafiqan Hai Dil-E-Zar Sambhal Ke

Jhuka Hua Hai Jo Mujh Par Wajud Mera Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet