• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apna Rafiq-O-Ashna Ghair-E-Khuda Koi Nahin

Apna Rafiq-O-Ashna Ghair-E-Khuda Koi Nahin

mushafi-ghulam-hamdani

apna rafiq-o-ashna ghair-e-khuda koi nahin

ranj-o-mehan men gham-zada ghair-e-khuda koi nahin

puchha jo main hakim se illat-e-kun-fakan hai kaun

soch ke us ne ye kaha ghair-e-khuda koi nahin

kaabe ka shab ko main jo ja halqa-e-dar hila diya

aai sada ye ”andar aa ghair-e-khuda koi nahin”

aarif agar ba-chashm-e-ghaur aina-e-jahan ke biich

dekhe to samjhe runuma ghair-e-khuda koi nahin

garche jahan hai ma-siva zaat ke us ki ‘mushafi’

sochiye phir to ma-siva ghair-e-khuda koi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sajida-zaidi

Kisht-E-Viran Ki Tarah Tishna Rahi Raat Meri

Lab-E-Dariya Muradon Ka Makan Kaisa Raha Hoga

Sufi

Jinhon Man Prem Ka Bhatka

Kitne Hi Tir KHam-E-Dast-O-Kaman Mein Honge

zaKHmon Ne Mujh Mein Darwaze Khole Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet