• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Ko Kisi Ki Rah-Guzar Kis Liye Karen

KHud Ko Kisi Ki Rah-Guzar Kis Liye Karen

ḳhud ko kisi ki rah-guzar kis liye karen

tu ham-safar nahin to safar kis liye karen

jab tu ne hi nigah men rakkha nahin hamen

ab aur kisi ke zehn men ghar kis liye karen

kyuun tujh ko yaad kar ke ganva.en hasin shaam

palkon ko tere naam pe tar kis liye karen

mansub-e-jan ho aur koi paikar-e-ḳhayal

kar sakte hain ye kaam magar kis liye karen

kyuun chhoḌ den na shaam se pahle hi tera shahr

tujh se bichhaḌ ke raat basar kis liye karen

kis ke liye charagh jala.en tamam raat

‘nasik’ phir ehtimam-e-sahar kis liye karen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ajab Chanchal Mila Hai Yar Hamna

poet

Kahin Sharminda Na Ho Rasm-E-Wafa Mere Baad

poet

Raigani Ki Riyazat Bhi Nahin Kar Sakta

muneer-niyazi

Khub-Surat Zindagi Ko Humne Kaise Guzara

baDhao Hath baDhao Faqir Mauj Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet