Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
parveen-fana-syed

Khud Ko Jab Tere Muqabil Paya

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Parveen Fana Syed
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

khud ko jab tere muqabil paaya

apni pahchan ka lamha aaya

aks-dar-aks the rangon ke charagh

main ne mitti ka diya apnaya

ek pal ek sadi par bhari

soch par aisa bhi lamha aaya

paanv chhalni to vafa ghail thi

jaane us mod pe kya yaad aaya

ek lamhe ke tabassum ka fusun

jaan se guzre to samajh men aaya

More Poems

Khirad Ki Fitna-Samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai

Kahan Qatre Ki Gham-Khwari Kare Hai

Aakhiri Sans

Buto Ye Shisha-E-dil Tod do Khuda Ke Liye

Giraftari Ki Lazzat Aur Nira Aazad Kya Jaane

Hum Na Tanha Us Gali Se Jaan Ko Kho Kar Uth Gae

Mausam-E-Gul Aa Gaya Phir dasht-Paimai Rahe

Wo Jo Har Rah Ke Har Mod Par Mil Jata Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.