• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud KHamoshi Ke Hisaron Mein Rahe

KHud KHamoshi Ke Hisaron Mein Rahe

ḳhud ḳhamoshi ke hisaron men rahe

raat bhar charche sitaron men rahe

thi zamin-e-gul nazar ke samne

jada-paima reg-zaron men rahe

ho ga.e hain kitne manzil-ashna

kitne rah-rau rahguzaron men rahe

ho ga.iin gharqab kitni bastiyan

kitne tufan jo.ebaron men rahe

zulmat-e-shab paas aa sakti nahin

muddaton ham mah-paron men rahe

hai ḳhizan ki dhuul ki tan par tahen

ham rahe to nau-baharon men rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dinon Se Kaise Shabon Mein Dhalte Hain Din Hamare

Umr-E-Abad Se KHizr Ko Be-Zar Dekh Kar

Na Bulwaya Na Aae Roz Wada Kar Ke Din kaTe

poet

Nakaam Muzakaraat

sahir-ludhianvi

Meri Taqdir Mein Jalna Hai To Jal Jaunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet