• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Apne Qatl Ka Ilzam Dho Raha Hun Abhi

KHud Apne Qatl Ka Ilzam Dho Raha Hun Abhi

ḳhud apne qatl ka ilzam Dho raha huun abhi

main apni laash pe sar rakh ke ro raha huun abhi

usi pe fasl khaḌi hogi ik sadaon ki

main jis zamin pe ḳhamoshi bo raha huun abhi

sab apni apni fasilen haTa len raste se

main apni raah ki divar ho raha huun abhi

kaho ki dasht abhi thoḌa intizar kare

main apne paaon nadi men bhigo raha huun abhi

main tujh ko phenk bhi sakta tha zindagi lekin

kisi umiid pe ye bojh Dho raha huun abhi

bahut si ankhen miri raah dekhti hongi

main ek ḳhvab huun ta.abir ho raha huun abhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qahr Tha Hijrat Mein KHud Ko Be-Aman Karna Tera

Kya Karen Gulshan Pe Joban Zer-E-Dam Aaya to Kya

poet

Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana

Tujhe Kho Kar Mohabbat Ko Ziyaada Kar Liya Maine

ahmad-sajjad-babar

Aankh Rakkhe Hue Sitare Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet