• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khizan Ne Sataya Na Khaaron Ne Luta

Khizan Ne Sataya Na Khaaron Ne Luta

rumana-rumi

khizan ne sataya na kharon ne luuta

gulon ne diye dukh baharon ne luuta

falahi riyasat ka naqsha dikha kar

gharibon ko sarmaya-karon ne luuta

jo islam ke naam par chal rahe the

maza un siyasi idaron ne luuta

kade vaqt par kaam aana tha jin ko

vatan ko unhin jan-nisaron ne lauta

tujhe qazi-e-shahr kaise bataun

mira ghar mire pahra-daron ne luuta

ba-zahir the rahbar pas-e-parda rahzan

qayadat ko ummid-varon ne luuta

jo imdad tufan ke maron ko aai

use khuub taqsim-karon ne luuta

kabhi sochti huun ki qaumi khazana

vazahat-talab goshvaron ne luuta

haqiqat to ye hai ki mere vatan ko

vatan dost takhrib-karon ne luuta

talatum men pahle hi jo lut chuke the

ai ‘rumi’ unhen phir kinaron ne luuta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Naqd-E-Jaan Ki Mere Saughat Abhi Baqi Hai

munawwar-rana

Main Is Se Pahle Ki Bikhrun Idhar Udhar Ho Jaun

poet

Teri Gali Mujh dil Ko Pyari Lage

Mata-E-Dard Maal-E-Hayat Hai Shayad

poet

KHwab Aaseb Se Ban Nikle Meri Aankhon Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet