• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHirad Ko Gumshuda-E-Ku-Ba-Ku Samajhte Hain

KHirad Ko Gumshuda-E-Ku-Ba-Ku Samajhte Hain

ḳhirad ko gumshuda-e-ku-ba-ku samajhte hain

ham ahl-e-ishq tujhe ru-ba-ru samajhte hain

tire ḳhayal ki ḳhushbu tire jamal ka rang

har ik ko takmila-e-rang-o-bu samajhte hain

koi maqam koi marhala nazar men nahin

kahan hai qafila-e-arzu samajhte hain

butan-e-shahr ko ye e’tiraf ho ki na ho

zaban-e-ishq ki sab guftugu samajhte hain

hazar fitna dar aghosh hai sukun tera

tujhe ham ai dil-e-ashufta-ḳhu samajhte hain

hazar manzil-e-nau yak faragh-e-gumshudagi

ma.al-e-hausla-e-justuju samajhte hain

faqih-e-shahr se kya puchhiye ‘ravish’ ki janab

zaban-e-shisha-o-jam-o-subu samajhte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tamam Umr Mayassar Bas Ek KHana Hawa

jaun-eliya

did Ki Ek Aan Mein Kar-E-dawam Ho Gaya

Hua Hai Zer-E-Zamin Aasman Ajib Sa Kuchh

Hum Aawara Ganw Ganw Basti Basti Phirne Wale

Kisi Kisi Ko Hi Aate Hain Ras Afsane

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet