• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho

KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho

poet

ḳhirad ka lafz junun ki kitab men na likho

kisi ka jurm kisi ke hisab men na likho

qalam lahu men Dubo kar likho jo likhna hai

magar qalam ko Dubo kar sharab men na likho

javan nasl ghalat raa.e aḳhz kar legi

kahaniyon ko haqiqat ke baab men na likho

hamare sher kahan fikr-o-fan se tabinda

hamare sher abhi intiḳhab men na likho

tumhara gham gham-e-dauran gham-e-hayat ke ba.ad

ab aur gham dil-e-ḳhana-ḳharab men na likho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ho Ke Warafta Kahin KHud Ko Pukara to Nahin

poet

Kya Kahun Tum Se Main Yaro Kaun Hun

poet

Ya to Wo Qurb Tha Ya Dur Hua Jata Hun

Fuzul Shai Hun Mera Ehtiram Mat Karna

mubarak-azimabadi

Laga de Soz-E-Mohabbat Phir Aag Sine Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet