• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Mein Tair Rahe Hain Sahab miTTi Ke

Hawa Mein Tair Rahe Hain Sahab miTTi Ke

hava men tair rahe hain sahab miTTi ke

zamin pe a.enge ik din azaab miTTi ke

mujhe to is se ka.i aadmi banane the

parind bhi na bane dastiyab miTTi ke

falak se nuur ki surat saval utre the

diye zamin ne lekin javab miTTi ke

ye kis jahan men mujh ko guman le aaya

ubhar rahe hain yahan aftab miTTi ke

phir ek roz use chaak par utara gaya

phir us ke ba.ad hue din ḳharab miTTi ke

kiye ga.e the hazaron hi tajrabat magar

badan rahe hain faqat kamyab miTTi ke

ye us ke naqsh kaf-e-pa hain aur lagte hain

zamin pe jaise khile hon gulab miTTi ke

kisi ke vaste sahir charagh the lekin

hava ke haath pe rakkhe the ḳhvab miTTi ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Husn Mein Gunah Ki Khwahish

abrar-ahmad

Barish

Is Ehtimam Se Parwane Peshtar Na Jale

Na baDh Sakenge Qadam Kahan Tak Na uTh Sakegi Nigah Kab Tak

Asrar-E-Ishq Hai Dil-E-Muztar Liye Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet