• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Nazar Ka Rang Bahaaron Ne Le Liya

Teri Nazar Ka Rang Bahaaron Ne Le Liya

teri nazar ka rang baharon ne le liya

afsurdagi ka ruup taranon ne le liya

jis ko bhari bahar men ghunche na kah sake

vo vaqi.a bhi mere fasanon ne le liya

shayad milega qariya-e-mahtab men sukun

ahl-e-ḳhirad ko aise gumanon ne le liya

yazdan se bach raha tha jalalat ka ek lafz

us ko haram ke shoḳh bayanon ne le liya

teri ada se ho na saka jis ka faisla

vo zindagi ka raaz nishanon ne le liya

afsana-e-hayat ki takmil ho ga.i

apnon ne le liya ki beganon ne le liya

bhuli nahin vo qaus-e-quzah ki si suraten

‘saghar’ tumhen to mast dhiyanon ne le liya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nashe Mein Sahwan Kar Li Tauba

poet

Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-O-Nazar Mein Raha

wajid-ali-shah-akhtar

Ghuncha-E-dil Khile Jo Chaho Tum

saleem-kausar

Koi Yaad Hi Rakht-E-Safar Thahre Koi Rahguzar Anjaani Ho

Qalam Mein Ashk Bhar Kar Likh Rahi Hun Dard Kaghaz Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet