• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Juda Juda Sab Ke KHwab Tabir Ek Jaisi

Juda Juda Sab Ke KHwab Tabir Ek Jaisi

juda juda sab ke ḳhvab ta.abir ek jaisi

hamen azal se mili hai taqdir ek jaisi

har ik kitab-e-amal ke unvan apne apne

varaq varaq par qaza ki tahrir ek jaisi

guzarte lamhon se naqsh kya apne apne puchhen

in a.inon men har ek tasvir ek jaisi

tiri shararbariyon miri ḳhaksariyon ki

hava kabhi to karegi tash.hir ek jaisi

ye tai hua ek baar sab aazma ke dekhen

najat-e-qalb-o-nazar ki tadbir ek jaisi

dilon ke zamzam se dhul ke nikli hui sada.en

sama.aton men jaga.en tasir ek jaisi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zehra-nigaah

Hamein To Aadat-E-Zakhm-E-Safar Hai Kya Kahiye

farah-iqbal

Kahin Yaqin Se Na Ho Jaen Hum Guman Ki Tarah

Raaton Mein Jab Suni Kabhi Shahnai Der Tak

abbas-rizvi

Hum Tere Husn-e-Jahan-Tab Se dar Jate Hain

allama-iqbal

Mohabbat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet