• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chot Nai Hai Lekin Zakhm Purana Hai

Chot Nai Hai Lekin Zakhm Purana Hai

parveen-fana-syed

chot nai hai lekin zakhm purana hai

ye chehra kitna jana-pahchana hai

saari basti chup ki dhund men duubi hai

jis ne lab khole hain vo divana hai

aao us suqrat ka istiqbal karen

jis ne zahr ke ghunt ko amrit jaana hai

ik ik kar ke sab panchhi dam tod gae

bhari bahar men bhi gulshan virana hai

apna padav dasht-e-vafa be-ab-o-giyah

tum ko to do chaar qadam hi jaana hai

kal tak chahat ke anchal men lipta tha

aaj vo lamha khvab hai ya afsana hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Ajab Hi Silsila Tha Main Na Tha

poet

Agar Har Chiz Mein Usne Asar Rakkha Hua Hai

poet

Saqiya Ye Jo Tujhko Ghere Hain

Tamannaen Jawan Thin Ishq Farmane Se Pahle

Kitne Hasin KHwab Haqiqat-Pasand Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet