• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHirad Bhi Na-Mehrban Rahegi Shuur Bhi Sar-Garan Rahega

KHirad Bhi Na-Mehrban Rahegi Shuur Bhi Sar-Garan Rahega

ḳhirad bhi na-mehrban rahegi shu.ur bhi sar-garan rahega

in andhiyon men mira junun-e-vafa magar zau-fishan rahega

badal sakegi na fitrat-e-sarkashi ko ye gardish-e-zamana

azal se jo asman bana hai abad talak asman rahega

ulajh ulajh kar mujhe havadis ki tund lahron se khelne do

fasurda sahil ka ḳhushk mahaul mujh ko bar-e-garan rahega

abhi se meri nigahen is daur ke tasavvur ko chhu rahi hain

bujhi bujhi be-kason ki aahon pe bijliyon ka guman rahega

gharib insan ki ḳhudi ko baghavaten gudguda rahi hain

na ye jabin ab jabin rahegi na astan astan rahega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere honTon Pe Tere Nam Ki Larzish to Nahin

poet

In Ne Pahle-Hi-Pahal Pi Hai Sharab Aaj Ke din

Kuchh Aisa Be-Sar-O-Pa Zist Ka Nizam Raha

Har Aaine Ne Kaha ruKHsat-E-Ghubar Ke Baad

Shauq Barhana-Pa Chalta Tha Aur Raste Pathrile The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet