• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / khiDkiyan Sab Band Kamron Aur Dalanon Ke Bich

khiDkiyan Sab Band Kamron Aur Dalanon Ke Bich

khiḌkiyan sab band kamron aur dalanon ke biich

baT ga.e parivar aḳhir sainkaḌon ḳhanon ke biich

mujh ko duniya jaan leti thi kisi ke naam se

vaqiye gum ho ga.e hain jaise afsanon ke biich

main huun chhoTa tu baḌa hoga main kaise maan luun

ab yahi charcha hai apnon aur beganon ke biich

ik taraf tark-e-ta.alluq ik taraf hai us ki yaad

hai kahan asan guzarna aise tufanon ke biich

kho diya har shaḳhs ne bina.i ka radd-e-amal

ek chuTki dhuup hi phenki thi divanon ke biich

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Mausam Bhi Hum Ko Ras Nahin

fatima-hasan

Achchha Lagta Hai

jaun-eliya

daulat-E-dahr Sab Lutai Hai

Sufi

Nau-Khand Aur Je Asman Aahe

Kar-E-Ahl-E-Wafa Jehd-O-Taslim Hai Hum Bhi Taslim Mein Kya Tammul Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet