• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Chehre Par Kai Chehre Liye

Apne Chehre Par Kai Chehre Liye

poet

apne chehre par ka.i chehre liye

ham baḌe hi parsa ban kar jiye

raaz ulfat ka chhupane ke liye

zabt-e-girya bhi kiya lab bhi siye

jin men chalti hain hava.en tez tez

aisi rahon men jala.e hain diye

jo bhi hain is bazm men mad.hosh hain

aur ye mad.hoshiyan hain bin piye

aap ne chhoḌe hain jo naqsh-e-qadam

vo hamare haq men hain raushan diye

gham ke tufanon ki zad par be-ḳhatar

phir ‘jamali’ ne jala.e hain diye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Un Ko Maine Apna Kaha Hai

Jo Dard-E-Jigar Mein Kami Ho to Jaanun

sahir-ludhianvi

Maut Kabhi Bhi Mil Sakti Hai Lekin Jiwan Kal Na Milega

Sufi

Amir-e-Shahr Ki Chaukhat Pe Ja Ke Laut Aaya

Main Dasht Mein Gar KHud Ko Muhayya Nahin Karta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet