• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHema-E-Jaan Ki Tanabon Ko ukhDa Jaana Tha

KHema-E-Jaan Ki Tanabon Ko ukhDa Jaana Tha

ḳhema-e-jan ki tanabon ko ukhaḌ jaana tha

ham se ik roz tira gham bhi bichhaḌ jaana tha

kaun se kaaj sanvarte hain tire hone se

kaun sa kaam na hone se bigaḌ jaana tha

bai.at-e-ishq na ki bai.at-e-shahi ke liye

qasr basna the so maqtal ko ujaḌ jaana tha

sang-rezon ki kami kab thi sar-e-rah-e-visal

dil-e-kam-zarf ka daman hi sikuḌ jaana tha

aur kab tak yunhi be-gaur-o-kafan rakhte unhen

sard ḳhanon men bhi lashon ko akaḌ jaana tha

kya ḳhabar thi zar-e-ehsas ke luTte hi ‘najib’

ik ḳhala sa dar-o-divar men paḌ jaana tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqif KHud Apni Chashm-E-Gurezan Se Kaun Hai

Ab Nahin lauT Ke Aane Wala

Aap Jaison Ke Liye isMein Rakha Kuchh Bhi Nahin

waseem-barelvi

Teri Yaad

Ghazal Ye Jo Hamari Ho Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet