• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHayal-O-KHwab Ki Duniya Nahin Sanjone Ka

KHayal-O-KHwab Ki Duniya Nahin Sanjone Ka

ḳhayal-o-ḳhvab ki duniya nahin sanjone ka

udhar maang ke rusva na ab ke hone ka

koi to aa.ega surḳhi ka aib batlane

lahu ke daagh bhi chehre se ab na dhone ka

mohabbaton men mohabbat ki koi aas na rakh

ye karobar to paane ka hai na khone ka

bichhaḌte vaqt jo talqin bhi na kar paaya

phir us ki yaad men anchal nahin bhigone ka

lo dekh lo vahi sahil pe aa ke Duube hain

jinhen tha shauq bahut kashtiyan Dubone ka

vo ham ki nindon ko ankhon se duur kar Daala

tumhen ḳhayal raha oḌhne bichhaune ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tark Ulfat Mein Bhi Usne Ye Riwayat Rakkhi

Sahra Base Hue the Hamari Nigah Mein

sheikh-ibrahim-zauq

Juda Hon Yar Se Hum Aur Na Ho Raqib Juda

abbas-athar

Zamin Un Ke Liye Phul Khilati Hai

ismail-merathi

Ai Bar-E-Khuda Ye Shor-O-Ghaugha Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet