• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Mahsur Hain Dimak-Zada Diwaron Mein

Aaj Mahsur Hain Dimak-Zada Diwaron Mein

aaj mahsur hain dimak-zada divaron men

ham bhi shamil the kabhi shahr ke memaron men

aḳhirash haath jala hi liye apne ham ne

jaane kyuun phuul nazar aate the angaron men

ye kisi se na kaha la.al-o-javahar the ham

pattharon ki tarah bikte rahe bazaron men

der tak dastaken deti rahi qismat dar par

aur ham uljhe rahe apne hi pindaron men

zindagi tere adakar the kaise ham bhi

samne aate rahe hain ka.i kirdaron men

vaqt hai kar lo marammat abhi ghar ki ‘betab’

abhi rauzan nahin zahir hue divaron men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badli Hui Dildar Nazar Dekh Rahe Hain

Bach-Bacha Kar Jab Kaha Tarif Main Kam paD Gaya

poet

Apna Har Uzw Chashm-E-Bina Hai

Shajar Pe baiThe Hue Hain Panchhi Tanaw Mein Sab

waseem-barelvi

dukh Apna Agar Hum Ko Batana Nahin Aata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet