• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHayal-E-Marg baDi Shai Hai Zindagi Ke Liye

KHayal-E-Marg baDi Shai Hai Zindagi Ke Liye

poet

ḳhayal-e-marg baḌi shai hai zindagi ke liye

andhera jaise zaruri hai raushni ke liye

sukun ki bhiik na mangenge chashm-e-lutf se ham

gada banenge na do din ki zindagi ke liye

junun ne raz-e-haqiqat to pa liya lekin

ḳhuda ko kho diya zauq-e-ḳhud-agahi ke liye

baja ki rah-numa rahzan nahin lekin

musafir ab bhi taraste hain rah-ravi ke liye

jo teri chashm-e-tavajjoh pe ho gaya qurban

vo gham bhi kitna zaruri tha zindagi ke liye

ye dil ghamon se hai ma.amur ai ḳhayal-e-nashat

kahan se a.engi gunja.ishen ḳhushi ke liye

sahenge gham ke liye jabr-e-zindagi lekin

nazar na gham se bacha.enge zindagi ke liye

ḳhulus-e-dil ke tajassus men kho.e ham ‘muḳhtar’

nazar paḌi bhi to dushman pe dosti ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri KHwahish Bahta Pani

Nazar Ko Bhae Jo Manzar Pahan Ke Nikla Hai

Samne Ji Sambhaal Kar Rakhna

poet

Shayad Koi Kami Mere Andar Kahin Pe Hai

Baat Kya Hai Ye Bataen to Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet