• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Khayal-e-Khatir-e-Ahbab

Khayal-e-Khatir-e-Ahbab

abdul-ahad-saaz

salam mere rafiqon ko ham-nashinon ko

sapat chehron ko be-mehr-o-lutf sinon ko

koi habib-e-masarrat na koi munis-e-gham

na dil men josh na yara-e-dard sinon ko

koi farogh na koi numu ki yaron ne

rakha hai kar ke musattah tamam zinon ko

mila na haif! ghul-arai ka mizaj kabhi

mire khulus ke ”khirman ke khosha-chinon ko”

falak ne zinat-e-nisyan bana ke chhod diya

rusum-e-lutf ko dil-jui ke qarinon ko

gharaz ki tund havaon ne kar diya banjar

vafa ki kisht ko isar ki zaminon ko

shikasta kar diya badli nazar ke tufan ne

khud-e’timadi ke dhale hue safinon ko

nazar men kaj-nigahi lab pe maslahat-goi

khutut-e-rukh ne ubhara hai dil ke kinon ko

khilaf-e-vazaa ho bhule se gar ye sher-e-‘anis’

sunae ‘saz’ koi mere ham-nashinon ko

”khayal-e-khatir-e-ahbab chahiye har dam!

‘anis’ thes na lag jaae abginon ko!

Filed Under: Nazm Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shishe Ki Diwar Thi Hail Qurb Ki Aisi Surat Thi

nida-fazli

Girja Mein Mandiron Mein Azanon Mein Bat Gaya

darshika-wasani

Ashk Mere Apne

Wajud Par Inhisar Maine Nahin Kiya Tha

Saqi Bhale phaTakne Na De Pas Jam Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet