• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aisa Ek Maqam Ho Jis Mein dil Jaisi Virani Ho

Aisa Ek Maqam Ho Jis Mein dil Jaisi Virani Ho

akbar-masoom

aisa ek maqam ho jis men dil jaisi virani ho

yadon jaisi tez hava ho dard se gahra paani ho

ek sitara raushan ho jo kabhi na bujhne vaala ho

rasta jana-pahchana ho raat bahut an-jani ho

vo ik pal jo biit gaya us men hi rahen to achchha hai

kya ma.alum jo pal aae vo faani ho lafani ho

manzar dekhne vaala ho par koi na dekhne vaala ho

koi na dekhne vaala ho aur duur talak hairani ho

ek ajiib saman ho jaise sher ‘munir’-niyazi ka

ek taraf abadi ho aur ek taraf virani ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sahir-ludhianvi

Hawas-Nasib Nazar Ko Kahin Qarar Nahin

sauda-mohammad-rafi

Hasti Ko Teri Bas Hai Miyan Gul Ki Ishaarat

ain-tabish

Kaise Afsun The Wahan Kaise Fasane The Udhar

poet

KHirad Ki Zad Mein Agar Gulsitan Bhi Aata Hai

Jo Mujh Pe Bhaari Hui Ek Raat Achchhi Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet