• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHarabe Mein Bauchhaar Ho Kar Rahegi

KHarabe Mein Bauchhaar Ho Kar Rahegi

ḳharabe men bauchhar ho kar rahegi

gali dil ki gulzar ho kar rahegi

hukumat ghamon ki nahin chalne vaali

masarrat ki yalghar ho kar rahegi

ki shaḳhon pe phulon ke guchchhe to dekho

ye baghiya samar-dar ho kar rahegi

bhare ja.enge ghaar parbat gira kar

ye dharti to hamvar ho kar rahegi

lakiren faqat khenchta ja varaq par

koi shakl tayar ho kar rahegi

main aisa fasana sunane ko huun ab

ki shab bhar tu bedar ho kar rahegi

ye pagal hava aur safar be-karan ye

juda sar se dastar ho kar rahegi

chala.unga tesha men ab ajizi ka

ana us ki mismar ho kar rahegi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Story 27 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

poet

Sach Kah Raza Ye Kis Se Lagai Hai saT-Baat

nida-fazli

Budha

shah-naseer

dil Jalwa-Gah-E-Surat-E-Jaanana Ho Gaya

shahryar

dekh dariya Ko Ki Tughyani Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet