• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Khalish

Khalish

muneer-niyazi

vo khub-surat ladkiyan

dasht-e-vafa ki hirniyan

-shahr-e-shab-e-mahtab ki

bechain jadu-garniyan

jo badalon men kho gaiin

nazron se ojhal ho gaiin

ab sard kaali raat ko

ankhon men gahra gham liye

ashkon ki bahti nahr men

gulnar chehre nam kiye

hasti ki sarhad se pare

khvabon ki sangin ot se

kahti hain mujh ko bevafa

ham se bichhad kar kya tujhe

sukh ka khazana mil gaya

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sare Aalam Ke Dard-Mand Rahe

Garm Raftar Hai Teri Ye Pata Dete Hain

abdul-hamid-adam

Khu-e-Lail-O-Nahaar dekhi Hai

Sapnon Ki Dhaara Mein Bahta Rahta Hun

Mat Puchh Ki Is Paikar-E-KHush-Rang Mein Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet