• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aain-E-Asiri Ke Ye Mear Nae Hain

Aain-E-Asiri Ke Ye Mear Nae Hain

a.in-e-asiri ke ye me.aar na.e hain

zindan to vahi hai dar-o-divar na.e hain

iḳhlas makinon ka to dekha nahin ab tak

haan shahr ke sab kucha-o-bazar na.e hain

dushman se to kuchh ḳhauf na ab hai na kabhi tha

Dar ye hai ki ab mere taraf-dar na.e hain

baaqi nahin pahli si vo taqdis-e-mohabbat

ab husn naya us ke parastar na.e hain

pahchan liya ham ne tumhen rah-numao

baten vahi pairaya-e-iz.har na.e hain

sahma hua sannaTa hai maḳhdush faza.en

ab dekh ke chalega ye asar na.e hain

bazar ki raunaq vahi pahli si hai ‘kausar’

itna hai ki is baar ḳharidar na.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dar-O-Diwar Par Saya paDa Hai

poet

Hoti Hai Tabiat Hi KHuda-Dad Kisi Ki

Mehnat Ki Jab KHushbu Tapke Parchhain Muskati Hai

Wo Ek Rau Jo Lab-E-Nukta-Chin Mein Hoti Hai

poet

Bas Ek Bar Use Raushni Mein Dekha Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet