• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHala Ki Ruh Kis Liye Ho Mere iKHtiyar Mein

KHala Ki Ruh Kis Liye Ho Mere iKHtiyar Mein

ḳhala ki ruuh kis liye ho mere iḳhtiyar men

uḌaan ka to zikr tak na tha mire farar men

kabhi to manzaron ke is tilism se ubhar sakun

khaḌa huun dil ki sat.h par ḳhud apne intizar men

ye sa.aton ki bhiiḌ ne use ganva diya na ho

rakha tha main ne ek lams vaqt ki darar men

safar men marhalon ki rasm bhi hai ab bujhi bujhi

vahi purani gard hai har ik na.e ghubar men

abad ki sarhadon ke paar bhi hadon ka shor tha

thi paikaron ki dastan ḳhala ke shahkar men

ye jism kyuun ye ruuh kyuun hayat kyuun ‘riyaz’ kyuun

sifar sifar ki guunj hai talash ke mazar men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mera KHwab Mera KHayal Tu Tera Zikr Hai Meri Guftugu

Jab Hui Uski Tawajjoh Mein Kami thoDi Si

poet

Khayal Guzre Kahan Kahan Ka Irada Un Ko Ho Gar Yahin Ka

Ai Ishq Tu Ne Waqif-E-Manzil Bana Diya

Mujhko Ye Kya Ho Jata Hai Ghar Ka Tasawwur Aate Hi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet