• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pichhle Kisi Safar Ka Sitara Na DhunD Le

Pichhle Kisi Safar Ka Sitara Na DhunD Le

pichhle kisi safar ka sitara na DhunD le

phir se kahin vo saath hamara na DhunD le

jis ko ki DhunDhti hain samundar ki vus.aten

dekho kahin vo shaḳhs kinara na DhunD le

manzil hai us ke naam bas itna rahe ḳhayal

raste men naqsh-e-pa vo hamara na DhunD le

maani thi ek baar jo dil ne ḳhirad ki baat

vaisa ye e’tidal dobara na DhunD le

hota nahin kisi se haq is ka ada ‘farogh’

kyuun zindagi ajal ka sahara na DhunD le

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

In Ghazalan-E-Tarah-Dar Ko Kaise chhoDun

Wo Zindagi Se Kya Gaya Dhuan uDa Ke Rakh Diya

poet

Zehn Har Su Nigah Karta Hai

shabnam-shakeel

Ye Silsile Bhi Rifaqat Ke Kuchh Ajib Se Hain

insha-allah-khan-insha

Ek din Raat Ki Sohbat Mein Nahin Hote Sharik

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet