• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Se Ji Bhar Ke Mili Dad-E-Tamanna Mujhko

Us Se Ji Bhar Ke Mili Dad-E-Tamanna Mujhko

us se ji bhar ke mili dad-e-tamanna mujh ko

jis ne tasvir tiri dekh ke dekha mujh ko

dekhne vaale ye kis shaan se dekha mujh ko

aaj duniya ke maze de ga.i duniya mujh ko

jazb-e-dil tere karishmon ne ulaT di duniya

ab sunate hain vo ḳhud mera fasana mujh ko

be-tahasha tiri tasvir pe jaati hai nigah

jab koi kahta hai taqdir ka maara mujh ko

ek dhaj alam-e-vahshat men badalta huun roz

chahta huun ki kahen log tumhara mujh ko

ghar ko chhoḌa hai ḳhuda jaane kahan jaane ko

ab samajh lijiye TuuTa hua taara mujh ko

dil lahu kar gaya aghaz-e-mohabbat ‘manzar’

aur abhi dekhna baaqi hai natija mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ji Ka Janjal Hai Ishq Miyan Qissa Ye Tamam Karo Wali

Koi Samjhao Dariya Ki Rawani kaTti Hai

Jab ruKH-E-Husn Se Naqab uTha

poet

Banda Agar Jahan Mein Bajae KHuda Nahin

aijaz-asad

Yar Tujhko Mera Khayal To Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet