• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHak-Zadon Se Hawale Nahin Manga Karte

KHak-Zadon Se Hawale Nahin Manga Karte

ḳhak-zadon se havale nahin manga karte

har paheli men ishare nahin manga karte

ye nishani hai mohabbat men ḳhafa hone ki

vo sanvarte hain to tohfe nahin manga karte

ik mulaqat men khulti nahin achchhi laḌki

itni ujlat men sitare nahin manga karte

maang lete hain zarurat ke alava kuchh bhi

shaah achchha ho to TukḌe nahin manga karte

sun ai shiddat se ghalat baat pe ruThe hue dost

yaar yaron ke ḳhasare nahin manga karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Kuchh Khabar Lai To Hai Baad-E-Bahaari Uski

poet

Hamin Ne Unki Taraf Se Mana Liya dil Ko

ahmad-hamdani

Nahin Milte Wo Ab To Kya Baat Hai

poet

Kaun Barham Hai Zulf-E-Jaanan Se

Sufi

de Gaya Aakhiri Sada Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet