• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khak Sahra Mein Udati Hai Ye diwani Hawa

Khak Sahra Mein Udati Hai Ye diwani Hawa

poet

khaak sahra men udati hai ye divani hava

aur baharon men karegi chak-damani hava

ped ukhde ghar gire andhi chali chhappar ude

chal padi jis vaqt abadi men divani hava

garmiyon men muztarib the log paani ke liye

badalon ko kar gai barsat men paani hava

yuun hua mahsus patton ke khadakne se mujhe

chupke chupke karti hai auraq-gardani hava

raushni hi raushni hoti jahan men har taraf

gar charaghon ki kiya karti nigahbani hava

haae phir jazbat ‘asi’ ko hava dene lage

dil ke dariya men kahin laae na tughyani hava

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Ratjagon Ko Zafar-Yab Kar De

akhtar-hoshiyarpuri

Apne Qadmon Hi Ki Aawaz Se Chaunka Hota

Samajhne Wala Mera Martaba Samajhta Hai

poet

Labon Pe Ab Koi Aah-O-Fughan Nahin Hoti

poet

baiTha Hun Apne Gosha-E-Uzlat Mein Sham Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet