• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekhiye Kya Kya Sitam Mausam Ki Man-Mani Ke Hain

Dekhiye Kya Kya Sitam Mausam Ki Man-Mani Ke Hain

dekhiye kya kya sitam mausam ki man-mani ke hain

kaise kaise ḳhushk ḳhitte muntazir paani ke hain

kya tamasha hai ki ham se ik qadam uThta nahin

aur jitne marhale baaqi hain asani ke hain

vo bahut saffak si dhumen macha kar chal diya

aur ab jhagḌe yahan us shaḳhs-e-tufani ke hain

ik adam-tasir lahja hai miri har baat ka

aur jaane kitne pahlu meri virani ke hain

us ki aadat hai ghire rahna dhuen ke jaal men

us ke saare rog ik andhi pareshani ke hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baDi Farz-Ashna Hai Saba Kare KHub Kaam Hisab Ka

Sunahre KHwab Aankhon Mein Buna Karte the Hum Donon

Mustahiq Wo Lazzat-E-Gham Ka Nahin

abdurrahman-momin

dil dena Mushkil Hota Hai

Baat Phulon Ki Suna Karte The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet