• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHafa Humse Wo Be-Sabab Ho Gaya

KHafa Humse Wo Be-Sabab Ho Gaya

poet

ḳhafa ham se vo be-sabab ho gaya

ghazab ho gaya hai ghazab ho gaya

tasavvur men zulf-o-ruḳh-e-yar ke

mira roz manind-e-shab ho gaya

main aage to divana itna na tha

ḳhuda jaane kya mujh ko ab ho gaya

lab-e-nazuk us ke jo yaad aa ga.e

ka.i baar main jan-ba-lab ho gaya

tire gham men sauda-o-ḳhabt-o-junun

jo tha mujh ko manzur sab ho gaya

ye a.ina-ru dekhe yaan ‘muntazir’

ki dil apna rashk-e-halab ho gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Mujhse Juda Hua Hai Abhi

Zamin Banai Nae Zawiye Banane paDe

poet

Jo Na Wahm-O-Guman Mein Aawe

Kaise Is Shahr Mein Rahna Hoga

Chain Ghar Mein Na Kabhi Tere Nagar Mein Paun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet