• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qadd-E-Mauzun Ka Shajar Yaad Aaya

Qadd-E-Mauzun Ka Shajar Yaad Aaya

qadd-e-mauzun ka shajar yaad aaya

aur phir us ka samar yaad aaya

phir election ka hai sar men sauda

phir unhen laḳht-e-jigar yaad aaya

chand par jaane ka muzhda sun kar

apna bhula hua ghar yaad aaya

Thiik chaurahe pe main ja baiTha

jab tira vaqt-e-safar yaad aaya

raah men mujh ko vo tanha jo mile

jaane kyuun un ka pidar yaad aaya

dekh kar meri shikasta chappal

un ko ‘hashim’ mira sar yaad aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bad-Talai Ka Ilaj Kya Ho

Pas Mein Rah Ke Nigahon Se Bachae Rakhna

Ye Kis Ki Justuju Hai Aur Main Hun

Had-E-Nazar Se Mera Aasman Hai Poshida

poet

Na Kaliyan Muskuraati Hain Na Phulon Par Nikhaar Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet