• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun-O-Makan Mein Yaro Aabaad Hain To Hum Hain

Kaun-O-Makan Mein Yaro Aabaad Hain To Hum Hain

poet

kaun-o-makan men yaaro abad hain to ham hain

is arz aur sama ki buniyad hain to ham hain

vahdat se ta-ba-kasrat sab se zuhur apna

gar ek hain to ham hain haftad hain to ham hain

sab marz-bum-e-alam hai jalva-gah apni

viran hain to ham hain abad hain to ham hain

aqlim-e-khair-o-shar men hai hukm apna jaari

gar daad hain to ham hain be-dad hain to ham hain

is gulshan-e-jahan men sab hai bahar apni

gar qumri hain to ham hain shamshad hain to ham hain

hain jauhar apne yaaro har rang men numayan

gar tegh hain to ham hain jallad hain to ham hain

hai dast-gah apni sab shai men kar-farma

gar fasd hain to ham hain fassad hain to ham hain

ye dargir-e-alam sab apni halaten hain

gar daam hain to ham hain sayyad hain to ham hain

ye raaz ham ne ‘asim’ ‘khadim’-safi’ se paaya

gar rushd hain to ham hain irshad hain to ham hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Farq Kuchh To Chahiye Aghyar Se

Sufi

Apne Wahm-O-Guman Se Nikla

Ab Tujhse Apne Dil Ko Lagane Ka Faeda

Maine Kaha Ke Chand Ki Raushan Misal Do

abdul-ahad-saaz

Sawal Ka Jawab Tha Jawab Ke Sawal Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet