• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun Aisa Hai Yahan Dil Se Mujhe Yaad Kare

Kaun Aisa Hai Yahan Dil Se Mujhe Yaad Kare

kaun aisa hai yahan dil se mujhe yaad kare

vaqt thoḌa sa mire vaste barbad kare

ho ga.iin bastiyan viran yahan pal bhar men

koi to aa.e jo phir se inhen abad kare

pa-ba-zanjir koi daar pe mansur nahin

haq ki baton pe bhala kaun yahan saad kare

kaisa pindar hai dil qaid hain ḳhushiyan jis men

in parindon ko hi azad ye sayyad kare

murda jismon men muqayyad hain taḌapti ruhen

koi zindan-e-nihan se unhen azad kare

jis ki buniyad mohabbat ki ho zamin ‘sumbul’

aisa ik shahr yahan koi to abad kare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Samjha Hun Na Samjhaya Gaya Hun

Jaante the Gham Tera Dariya Bhi Tha Gahra Bhi Tha

poet

Fasl-E-Gul Aai Magar Chaak-Gareban Na Hue

Kahta Hun Main Ki Ghair Ne Hargiz Kaha Nahin

poet

Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-E-Mastana Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet