• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kash Main Tujh Sa Bewafa Hota

Kash Main Tujh Sa Bewafa Hota

aatish-indori

kaash main tujh sa bevafa hota

phir mujhe tujh se kya gila hota

ishq hota hai kya pata hota

gar parindon se vasta hota

bol ke mujh se gar juda hota

milne-julne ka silsila hota

yuun ho ki ghar banaen divaren

raat hote hi ghar gaya hota

bevafai ka surkh rang bhi hai

ishq men varna kya maza hota

khud pe gar ikhtiyar hota to

duur main tujh se ja chuka hota

hisse men aata sirf amiron ke

ishq paison men gar bika hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yagana Un Ka Begana Hai Begana Yagana Hai

ada-jafarey

Tum Bhi

meer-hasan

dil Bichhad Kar Jo Chala Us But-E-Maghrur Talak

Hath Mein Apne Hifazat Ka Asa Le Jaana

Andaz Kisi Ka Hai Sada Aur Kisi Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet