• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujh Pe Har Haal Mein Marna Chahun

Tujh Pe Har Haal Mein Marna Chahun

tujh pe har haal men marna chahun

main to ye kaam hi karna chahun

hasil-e-zist hai jurm-e-ulfat

mar ke bhi main na mukarna chahun

apne uslub men chahun jiina

apne andaz men marna chahun

mutavajjah kare koi to use

misl-e-gul main bhi nikharna chahun

kitna mahdud hua jaata huun

main ki har had se guzarna chahun

ek jugnu huun magar dekh andaz

sub.h ki tarah bikharna chahun

surat-e-naghma-e-jan ai ‘ruhi’

main tire dil men utarna chahun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahnaz-nabi

Nastaljiya

poet

Chaman Mein Bulbulon Ke jhurmuT Kabhi Idhar Ko Kabhi Udhar Ko

bahadur-shah-zafar

Pan Ki Surkhi Nahin Lab Par But-E-Khun-Khwar Ke

poet

Chaman Hai Kaisa Ye Kaisi Bahaar Hai Saqi

Mil Bhi Jata Jo Kahin Aab-E-Baqa Kya Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet