• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Karte Hue Tawaf-E-KHayalat-E-Yar Main

Karte Hue Tawaf-E-KHayalat-E-Yar Main

karte hue tavaf-e-ḳhayalat-e-yar main

phir aa gaya huun zabt ki duniya ke paar main

duniya ko dikh rahi hai to zinda-dili miri

patthar pe sar paTakta hua abshar main

chalakiyan dhari ki dhari rah ga.iin miri

ḳhuub us ke aage ho raha tha hoshiyar main

yuun to zara si baat hai par baat hai baḌi

tu mera gham-gusar tira gham-gusar main

kal tha jo aaj bhi vahi ‘tarkash-pardip’ huun

dilli men aa ke bhi nahin badla ganvar main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ja-Ba-Ja Hai Naghma-KHwan

Bachcha Bana Hua Hai Baghawat Ke Baad Bhi

Subh-E-Justuju Hai Tu

firaq-gorakhpuri

dete Hain Jam-E-Shahadat Mujhe Malum Na Tha

Jab Mere Ghar Ke Pas Kahin Bhi Nagar Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet