• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Karna Na Tha Jo Kaam Ziyaada Kiya Gaya

Karna Na Tha Jo Kaam Ziyaada Kiya Gaya

poet

karna na tha jo kaam ziyada kiya gaya

jazbat ko lagam ziyada kiya gaya

insan ke maqam pe rakkha gaya hamen

ya.ani hamen ghulam ziyada kiya gaya

pahle to koi kaam sire se hua nahin

phir us ka iḳhtitam ziyada kiya gaya

baaqi to Thik-Thak the halat shahr men

thoḌa sa qatl-e-am ziyada kiya gaya

koshish ke bavajud kahin mil nahin saki

jis shai ka ehtimam ziyada kiya gaya

tha jis ko aadmi se ḳhuda vaste ka bair

us ko yahan imaam ziyada kiya gaya

‘nami’ shumar hote hain phir ham ḳhavas men

ham ko agarche aam ziyada kiya gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zahida-zaidi

Kahan Tak Kawish-E-Isbaat-E-Paiham

Nazar Nazar Be-Qarar Si Hai Nafas Nafas Mein Sharar Sa Hai

poet

Kaleja Munh Ko Aata Hai Shab-e-Furqat Jab Aati Hai

Uski Hasti Qaza Ki Qaid Mein Hai

Aawargan-E-Shauq Sabhi Ghar Ke Ho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet