• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kan Mein Aa Ke Koi shaKHs Sada Deta Hai

Kan Mein Aa Ke Koi shaKHs Sada Deta Hai

kaan men aa ke koi shaḳhs sada deta hai

ḳhauf-e-mauhum ki shiddat ko baḌha deta hai

chandni raat men didar tire partav ka

mere farhad ko shirin se mila deta hai

hijr ki raat men vo kaif-e-tasavvur tera

jo iradon men naya josh jaga deta hai

baat karne ka tire rang-biranga lahja

zindagi ko miri rangin bana deta hai

mera halat se laḌ jaane ka jazba ‘anvar’

mere kirdar ka me.ayar baḌha deta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Kuchh Na Kuchh Ishq Ki Tasir Ka Iqrar To Hai

KHizan Se Manus Ho Chuke Hain Nahin KHabar Kuchh Bahaar Kya Hai

Saya paDte Hi Zamin Ka Mah Par

Apna chhoDa Hua Ghar Yaad Aaya

Dil Hi Dil Mein Dard Ke Aise Ishaare Ho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet