• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nasim Hai Tere Kuche Mein Aur Saba Bhi Hai

Nasim Hai Tere Kuche Mein Aur Saba Bhi Hai

sauda-mohammad-rafi

nasim hai tire kuche men aur saba bhi hai

hamari khaak se dekho to kuchh raha bhi hai

tira ghurur mira ijz ta kuja zalim

har ek baat ki akhir kuchh intiha bhi hai

jale hai shama se parvana aur main tujh se

kahin hai mehr bhi jag men kahin vafa bhi hai

khayal apne men go huun tarana-sanjan mast

karahne ke dilon ko kabhi suna bhi hai

zaban-e-shikva siva ab zamane men haihat

koi kisu se baham digar ashna bhi hai

sitam rava hai asiron pe is qadar sayyad

chaman chaman kahin bulbul ki ab nava bhi hai

samajh ke rakhiyo qadam khar-e-dasht par majnun

ki is navah men ‘sauda’ barhana-pa bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhup Mein Nahae the Raushni Ke Pahre The

Khile Hue Hain Phul Sitare Dariya Ke Us Par

poet

Faqih-E-Shahr Ka Lahja Hai Pur-Jalal Bahut

Sufi

Paband Har Jafa Pe Tumhaari Wafa Ke Hain

Samne Ji Sambhaal Kar Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet