• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Band Bhi Aankhon Ko Zari Kijiye

Band Bhi Aankhon Ko Zari Kijiye

mushafi-ghulam-hamdani

band bhi ankhon ko zari kijiye

chand pareshan-nazari kijiye

ik nazar idhar bhi zari kijiye

gar nahin achchhi, nazari kijiye

dil ke evaz dijiye bosa hi ek

khuub nahin muft-bari kijiye

aine men dekhiye mukhda miyan

aine ko rashk-e-pari kijiye

gar nahin qasid to badal kar ke bhes

aap hi paighambari kijiye

qadar hunar ki jo hui dekh li

ab hunar-e-be-hunari kijiye

kaun hai in baton ka maane miyan

khuub si bedad-gari kijiye

dil ki kuchh us ku se na aai khabar

matam-e-yar-e-safari kijiye

‘mushafi’ hai vaqt-e-vida-e-jahan

misl-e-charagh-e-sahari kijiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nazar Ko Wusaten De Bijliyon Se Aashna Kar De

Wo Aankh De Qarib Ka Saya Dikhai De

asrarul-haq-majaz

Barbaad-E-Tamanna Pe Itab Aur Ziyaada

Har Ek Shab Ke Guzarne Pe Muskuraati Hai

hatim-ali-mehr

Guzra Apna Pas-E-Murdan Hi Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet