• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaman Hua Hai Qad Abru Ke Gosha-Ghiron Ka

Kaman Hua Hai Qad Abru Ke Gosha-Ghiron Ka

abroo-shah-mubarak

kaman hua hai qad abru ke gosha-giron ka

tabahe haal tiri zulf ke asiron ka

dhale hai jis pe dil tis ka kiya hai zahir ism

vahi hai vo ki jo marjaa hai in zamiron ka

har ek sabz hai hindostan ka maashuq

baja hai naam ki balam rakha hai khiron ka

murid piit ke kyuun naara-zan na hon un ka

bura hai haal ki laaga hai zakhm piron ka

birah ki raah men jo kui gira so phir na utha

qadam phira nahin yaan aa ke dast-giron ka

vo aur shakl hai karti hai dil ko jo taskhir

abas hai shaikh tira naqsh ye lakiron ka

saili men juun ki latakka ho ‘abru’ yuun dil

sajan ki zulf men latka liya faqiron ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aasmanon Se Zaminon Pe Jawab Aaega

nida-fazli

Ghar Se Nikle To Ho Socha Bhi Kidhar Jaoge

Sitam Ke Mare Lahu Mein Dube Hue Nazaron Ka Kya Karunga

Karwan Tira-Shab Mein Chalte Hain

Bas Teri Had Se Tujhe Aage Rasai Nahin Di

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet