• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaleja Munh Ko Aata Hai Shab-e-Furqat Jab Aati Hai

Kaleja Munh Ko Aata Hai Shab-e-Furqat Jab Aati Hai

poet

kaleja munh ko aata hai shab-e-furqat jab aati hai

akele munh lapete rote rote jaan jaati hai

lab-e-nazuk ke bose luun to missi munh banati hai

kaf-e-pa ko agar chumun to mehndi rang laati hai

dikhati hai kabhi bhala kabhi barchhi lagati hai

nigah-e-naz-e-janan ham ko kya kya azmati hai

vo bikhrane lage zulfon ko chehre par to main samjha

ghata men chand ya mahmil men laila munh chhupati hai

karegi apne hathon aaj apna khuun mashshata

bahut rach-rach ke talvon men tire mehndi lagati hai

na koi zor us ayyar par ab tak chala apna

yahan dam tutta hai aur dam men jaan jaati hai

tadapna tilmilana lotna sar pitna rona

shab-e-furqat akeli jaan par sau aafat aati hai

pachhaden kha raha huun lotta huun dard-e-furqat se

ajal ke paanv tuten kyuun nahin is vaqt aati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Misl-E-Sarmad Talib-E-Haq-Bin Agar Sar-Dad Dad

Ab Ke Junun Mein Lazzat-E-Azar Bhi Nahin

fahmida-riaz

Pachhtawa

shahnaz-nabi

Pap

Bala-E-Tira-Shabi Ka Jawab Le Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet